Mobile World

Thursday, April 14, 2011

Tou ne daikha hai kabhi ik nazar shaam ke baad


Tou ne daikha hai kabhi ik nazar shaam ke baad
Kitne chup chaap se lagtay hain shajar shaam ke baad

Itne chup chaap ke rastay bhi rahain ge la-ilm
Chorr jyen ge kisi roz nagar shaam ke baad

Main ne aisay hi gunah teri judaee main kiye
Jaise toofan main koi chorr de gher shaam ke baad

Shaam se pehle wo mast apni uranon main raha
Jis ke haathon main thay tootay huwe per shaam ke baad

Raat beeti to gay aablay aur phir socha
Kon tha baa-is-e aaghaz-e-safer shaam ke baad

Tou hai sooraj tujhe maaloum kahan raat ka dukh
Tou kisi roz meray gher main uter shaam ke baad

Laut aye na kisi roz wo awara mizaj
Khol rakhay hain isi aas pe der shaam ke baad

1 comment:

  1. Hello Friendz This is the section of Urdu Design Poetry jis kisi kay paas bhi urdu design poetry hai ya koi apni poetry Design kar kay post kary.
    Pakistani Urdu Forum | urdu shayari | Urdu Islam | Design Urdu Poetry.
    Urdu Design Ashaar Poetry - Share Urdu design shairi, ghazals collection.
    urdu design poetry Pictures, urdu design poetry Images, urdu design poetry Photos.
    Poetry Designs in Urdu: Our all designers design & designed urdu poetry and english poetry in image, poet design, poets designs.
    urdu magazine, arabic mehndi designs, colorful wallpapers, bridal mehndi designs, urdu Funny Jokes, Faraz Urdu Poetry, vector icons, free psd templates,
    urdu design poetry www.omobile.blogspot.com new mobile wallpapers collection for those people who want to make their background attractive.

    ReplyDelete